SONG: Sagar Me Hai Jitni Lehre - सागर में है जितनी लहरे

Sagar Me Hai Jitni Lehre - सागर में है जितनी लहरे

LYRICS:
khushiya ka din aaya sapne sanwar ke kaliyo ke hontho pe hai geet bahar ke kahne laga aaj mera dil ye pukar ke kya tera umar ho laakh baras ki jindagi hansti ho aankho mein masti ho laakh baras ki umar ho chand sitare tera roop sajaye hansti sada rang lutaye chand sitare tera roop sajaye hansti sada rang lutaye tarane pyar ke naye sansar ke hamesha tu gaye khushiyo ka din aaya sapne sanwar ke kaliyo ke hontho pe hai geet bahar ke kahne laga aaj mera dil ye pukar ke kya tera umar ho laakh baras ki jindagi hansti ho aankho mein masti ho laakh baras ki umar ho hona hoga tera khushiyo se khali roj manaye tu hansti deewali hona hoga tera khushiyo se khali roj manaye tu hansti deewali umngo se bhara janm dil tera laut ke aaye re khushiyo ka din aaya sapne sanwar ke kaliyo ke hontho pe hai geet bahar ke kahne laga aaj mera dil ye pukar ke kya tera umar ho laakh baras ki jindagi hansti ho aankho mein masti ho laakh baras ki umar ho