SONG: Sadmo Ke Badlo Tumhe - सदमों के बादलों तुम्हें

Sadmo Ke Badlo Tumhe - सदमों के बादलों तुम्हें

LYRICS:
sadmo ke badlo tumhe bewaqt aake kya mila chhai hui thi chandni kirnon ke khatir kya mila nazre lgai thi chand pe milne lga tha dil zra dono dilo ke bich me bijli ghira ke kya mila sadmo ke badlo tumhe bewaqt aake kya mila aati hui bahar ka ankho ko intzar tha man me lga tha aashiya tinke uda ke kya mila man me lga tha aashiya tinke uda ke kya mila sadmo ke badlo tumhe bewaqt aake kya mila do din ki hai ye jindagi fir ye jawani kitne din paani ke the bulbule hamko mita ke kya mila paani ke the bulbule hamko mita ke kya mila sadmo ke badlo tumhe bewaqt aake kya mila