SONG: Sadma To Hai Mujhe Bhi Ke Tujhse Juda Hu Mai - सदमा तो है मुझे भी के तुझसे जुदा हूँ मै

Sadma To Hai Mujhe Bhi Ke Tujhse Juda Hu Mai - सदमा तो है मुझे भी के तुझसे जुदा हूँ मै

LYRICS:
sadma to hai mujhe bhi ke tujhse juda hu mai sadma to hai mujhe bhi ke tujhse juda hu mai lekin ye sonchta hu ke ab tera kyaa hu mai sadma to hai mujhe bhi ke tujhse juda hu mai bikhra pada hai tere hi ghar mein tera wajud bikhra pada hai tere hi ghar mein tera wajud bekaar mehfilon me tujhe dhudtaa hu mai bekaar mehfilon me tujhe dhudtaa hu mai kya jaane kis adaa se liya tune mera naam kya jaane kis adaa se liya tune mera naam duniya samajh rahi hai ke sab kuch tera hu mai sadma to hai mujhe bhi ke tujhse juda hu mai le mere tajurbo se sabak ae mere raqeeb le mere tajurbo se sabak ae mere raqeeb do chaar saal umr me tujhse bada hu mai lekin ye sonchta hu ke ab tera kyaa hu mai sadma to hai mujhe bhi ke tujhse juda hu mai