SONG: Sadiyo Se Hai Ghulam Janm Bhumi Hamari - सदियों से है गुलाम जन्म भूमि हमारी

Sadiyo Se Hai Ghulam Janm Bhumi Hamari - सदियों से है गुलाम जन्म भूमि हमारी

LYRICS:
sadiyo se hai gulam janm bhumi hamari jab tak na lout aaoge tum krishn murari o krishn murari chhai andheri rat hai diya bhi mand hai uski jawani desh ki jalo mein band hai uski jawani desh ki jalo mein band hai tumko bula rahe hai aajadi ke pujari aajadi ke pujari jab tak na laut aaoge jab tak na laut aaoge tum karishan murari o karishan murari tumne bhi to kabhi liya tha janam jel mein tumne bhi to kabhi liya tha janam jel mein janjir tod di thi tumne khel khel mein janjir tod di thi tumne khel khel mein aayi hamari bari aayi hamari bari to kyu yad bisari kyu yad bisari jab tak na laut aaoge jab tak na laut aaoge tum karishan murari o karishan murari sadiyo se galam janm bhumi hamari jab tak na laut aaoge tum karishan murari o karishan murari koi kisi pe raj kare apne aap kyu koi kisi pe raj kare apne aap kyu adhikar ke liye kaho ladna hai pap kyu adhikar ke liye kaho ladna hai pap kyu jab jit hui julm ki jab jit hui julm ki to hai har hui tumhari hai har tumhari jab tak na laul aaoge jab tak na laut aaoge tum karishan murari o karishan murari sadiyo se hai gulam janm bhumi hamari jab tak na lout aaoge tum krishn murari o krishn murari