SONG: Sada Ek Saath Jaise Do Sitare - सदा एक साथ जैसे दो सितारे

Sada Ek Saath Jaise Do Sitare - सदा एक साथ जैसे दो सितारे

LYRICS:
sada ek saath jaise do sitare rah nahi sakte kyuki mil kar kabhi do dil bechare rah nahi sakte ek do dilo ka kafila ek do dilo ka kafila le ke sahara pyar ka jivan ke mele me chala jivan ke mele me chala jivan ke mele me chala ek do dilo ka kafila ek do dilo ka kafila ek dusre se thi lagan apas me dono the magan baho me bahe dal ke wo kafila badhta gaya ek do dilo ka kafila ek do dilo ka kafila manjil najar aane lagi manjil najar aane lagi ummid muskane lagi par dekhte hi dekhte jalim andhera chha gaya ek do dilo ka kafila ek do dilo ka kafila dono bichhad kar rah gaye bahne the aansu bah gaye ulfat ke is anjam par aankho me saavan chha gaya ek do dilo ka kafila ek do dilo ka kafila ulfat ka haasil hain yahi ulfat ka haasil hain yahi chahat ki manjil hain yahi ham tumse pahle haar ha ye kafila luta gaya ek do dilo ka kafila ek do dilo ka kafila