SONG: Sachche Ka Hai Bolbala Suno Re Bhai - सच्चे का है बोलबाला सुनो रे भाई

Sachche Ka Hai Bolbala Suno Re Bhai - सच्चे का है बोलबाला सुनो रे भाई

LYRICS:
sachhe ka hai bolbala suno re bhai jhute ka hai muh kala ho sachhe ka hai bolbala suno re bhai jhute ka hai muh kala ho sach ki khatir haris chndra ne chhoda raj aur paath aaj unki mahima gate hai bade bade samrat ho sach ki raah pe chalkar unko mila saty ka naam nanha balak bhukh se mar gaya patani hui nilaam are jhute ki hai diwali jagat mein sachhe ka diwala ho jhute ka hai bolbala jagat mein jhute ka hai bolbala rishi muni se ambar kah gaye bolo sach ki boli hay bolo sach ki boli ho aap murade puri hongi bhari raheni jholi ho bhari raheni jholi do din ki hay is duniyan mein bol sach ki boli hay bol sach ki boli yahan mashiha chadhe suli par yahan mashiha chadhe suli par saf uthaye boli jhute ki hai diwali jagat mein sachhe ka diwala jhute ka hai bolbala jagat mein jhute ka hai bolbala sachhe ka hai bolbala suno re bhai jhute ka hai muh kala ho sachhe ka hai bolbala suno re bhai jhute ka hai muh kala