SONG: Sach Kahte Hain - सच कहते हैं तुम रूठे तो हम मर जायेंगे

Sach Kahte Hain - सच कहते हैं तुम रूठे तो हम मर जायेंगे

LYRICS:
sach kahte hai tum ruthe to hum mar jayenge sach kahte hai tum ruthe to hum mar jayenge tumko khokar is jag mein kya hum rah payenge hum bhi mar jayenge kal sare din tum na mile hum tadpe kitna utna hi hum tadpe sathi tum tadpe jitna mujhse kahdo ab na aise pal phir aayenge haa ab nahi aayenge sach kahte hai tum ruthe to hum mar jayenge hum bhi mar jayenge pal bhar bhi durr na hona is ankhiyon se tum bas mein ho to in naino mein kho jaau main gum sath raho tum to dukh mein bhi hum muskayenge hum sath nibhayenge sach kahte hai tum ruthe to hum mar jayenge hum bhi mar jayenge tum kyu tum aur main kyu main hu ye duri is duri bin prem kahani ho puri kab ye hoga jab main aur tum ik ho jeyenge wo din bhi aayenge sach kahte hai tum ruthe to hum mar jayenge hum bhi mar jayenge tumko khokar is jag mein kya hum rah payenge sach kahte hai tum ruthe to hum mar jayenge tumko khokar is jag mein kya hum rah payenge