SONG: Sabse Pyara Sabse Nyara - सबसे प्यारा सबसे न्यारा

Sabse Pyara Sabse Nyara - सबसे प्यारा सबसे न्यारा

LYRICS:
sabse pyara sabse nayara parbhu ji naam tumhara jiska koi na jag me uska tum hi ek sahara sabse pyara sabse nayara parbhu ji naam tumhara jiska koi na jag me uska tum hi ek sahara jai jai sham ghansham, jai jai sham ghansham jai jai sham ghansham sara jag hai uska data tu jiska ho jaye data, tu jiska ho jaye bhul jaye sara dukhda jo sharan tumhari aaye data jo sharan tumhari aaye sagar se milkar sagar ban jaye jal ki dhara jiska koi na jag me uska tum hi ek sahara jai jai sham ghansham, jai jai sham ghansham jai jai sham ghansham aate jate do sanso pe maan kare hai kaisa data maan kare hai kaisa sab kuch dene wala tu abhiman kare hai ham kaisa data maan kare hai ham kaisa sukh de chahe, dukh de data sabkuch hamko pyara jiska koi na jag me uska tum hi ek sahara jai jai sham ghansham, jai jai sham ghansham jai jai sham ghansham sabse pyara sabse nayara parbhu ji naam tumhara jiska koi na jag me uska tum hi ek sahara apne dwar ke bhakti dedo apna daas bana lo parbhu ji apna daas bana lo batke dar kabhi jo apna samjh ke gale laga lo parbhu ji hamko gale laga lo tumne nanhi jyot hai thami tum man ka ujhiyara jiska koi na jag me uska tum hi ek sahara jai jai sham ghansham, jai jai sham ghansham jai jai sham ghansham sabse pyara sabse nayara parbhu ji naam tumhara jiska koi na jag me uska tum hi ek sahara