SONG: Sabse Pyara Bhai Bahan Ka Pyar Hain - सबसे प्यारा भाई बहन का प्यार हैं

Sabse Pyara Bhai Bahan Ka Pyar Hain - सबसे प्यारा भाई बहन का प्यार हैं

LYRICS:
ye ristha nahi khun ka ye ristha hain pyar ka bahna humko tumse pyar nahi ab kaha hain phir kahna nahi jaan gayi ha gayi maan gayi ha maan gayi kitna sundar kitna pyara ye sara sansaar hain is sansaar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hain kitna sundar kitna pyara ye sara sansaar hain is sansaar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hain preet humari tut nahi sakti ye kacchi dor nahi jis din hum tumko na dekhe us din hoti bhor nahi preet humari tut nahi sakti ye kacchi dor nahi jis din hum tumko na dekhe us din hoti bhor nahi na babul na maiya mera tum bin koi aur nahi na babul na maiya mera tum bin koi aur nahi sabse jyada rab se jyada mujhe tum pe aitbaar hain is sansaar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hain kitna sundar kitna pyara ye sara sansaar hain is sansaar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hain tayom tata tayom taha tayom tata tayom taha taan dhitaan tai ththye taan dhitaan tai ththye dhitan dhitan dhitan dhitan dhita tigdam jhum dhita tigdam jhum dhita tigdam jhum dhita tigdam jhum yu hi hansti gaati rahe tu rab se roj dua maangu apni khushiyan tujhko du tujhse har dukh tera maangu yu hi hansti gaati rahe tu rab se roj dua maangu apni khushiyan tujhko du tujhse har dukh tera maangu soch rahi hu aaj ke din main tum dono se kya manngu soch rahi hu aaj ke din main tum dono se kya manngu teri kasam tu jaan bhi maange to kisko inkaar hain is sansaar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hain kitna sundar kitna pyara ye sara sansaar hain is sansaar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hain diwali me deep jalayein sang rang khele holi me bichad na jana mujhse tum jivan ki aankh micholi me diwali me deep jalayein sang rang khele holi me bichad na jana mujhse tum jivan ki aankh micholi me bichadenge par pahle tujhko bithaayenge doli me o bichadenge par pahle tujhko bithaayenge doli me bane tu dulhan bas us din ka hume intzaar hain is sansaar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hain kitna sundar kitna pyara ye sara sansaar hain is sansaar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hain