SONG: Sabse Bada Vidhata - सबसे बड़ा विधाता

Sabse Bada Vidhata - सबसे बड़ा विधाता

LYRICS:
sabse bada vidhata, sabse bada vidhata sabse bada vidhata, sabse bada vidhata teer taante hi dori par pawan charan ruk jaata teer taante hi dori par pawan charan ruk jaata nupur pahne nupur pahne nartan karta wahi ang lachkaata sabse bada vidhata, sabse bada vidhata ghodo ki rakhwali karta teen ved ka gyata ghodo ki rakhwali karta teen ved ka gyata chand se sunder mukhde wala baitha gaay charata sabse bada vidhata, sabse bada vidhata jin hatho me gada ghumti jaisa sankh bajata jin hatho me gada ghumti jaisa sankh bajata aaj wahi chamcha kalchhi lekar ke daal chalata aaj wahi chamcha kalchhi lekar ke daal chalata sabse bada vidhata, sabse bada vidhata