SONG: Sabro Karar Chin Ke Aankhe Chura Gaye - सब्र-ओ-करार छीन के आँखे चुरा गए

Sabro Karar Chin Ke Aankhe Chura Gaye - सब्र-ओ-करार छीन के आँखे चुरा गए

LYRICS:
sabr-o-karaar chhin ke aankhe chura gaye sabr-o-karaar chhin ke aankhe chura gaye hosh-o-hawas lut pagal bana gaye hosh-o-hawas lut pagal bana gaye logo ko mere dil ki logo ko mere dil ki pareshaniyo ka haal kah na saki jubaan to aansu bata gaye kah na saki jubaan to aansu bata gaye sabr-o-karaar chhin ke aankhe chura gaye sabr-o-karaar chhin ke aankhe chura gaye kahne lagi yun hasratein andher mach gaya kahne lagi yun hasratein andher mach gaya jalta hua umeed ka deepak bujha gaya jalta hua umeed ka deepak bujha gaya sabr-o-karaar chhin ke aankhe chura gaye sabr-o-karaar chhin ke aankhe chura gaye