SONG: Sabne Dekha Panchi Ka Unche Udna - पंछी का ऊँचे उड़ना

Sabne Dekha Panchi Ka Unche Udna - पंछी का ऊँचे उड़ना

LYRICS:
panchi ka unche udana panchi ka unche udana sab ne dekha panchi ka unche udana kisne dekha har har wo uska girna sab ne dekha panchi ka unche udana kisne dikha har har wo uska girna sab ne dekha nayno ka rang bikharna kisne dekha unse aansu ka jharna sab ne dekha nayno ka rang bikharna kisne dekha unse aansu ka jharna sab ne dekha patange ka udana sab ne dekha patnage ka udana kisne dekha pankho ka jalna kisne dekha pankho ka jalna sab ne dekha dipak ka jalna sab ne dekha dipak ka jalna kisne dekha jal jal kar bhujhna kisne dekha jal jal kar bhujhna sab ne dekha kaliyo ka hans hans khilna kisne dekha murjha kar phul ka girna sab ne dekha kaliyo ka hans hans khilna kisne dekha murjha kar phul ka girana