SONG: Sabko Maalum Hai Main Sharabi Nahi - सबको मालुम है मैं शराबी नहीं

Sabko Maalum Hai Main Sharabi Nahi - सबको मालुम है मैं शराबी नहीं

LYRICS:
sabko maalum hai main sharabi nahi phir bhi koi pilaye to main kya karu sabko maalum hai main sharabi nahi phir bhi koi pilaye to main kya karu sirf ek baar nazro se nazre mile sirf ek baar nazro se nazre mile har kasam tuti jaye to main kya karu har kasam tuti jaye to main kya karu mujhko me kash samjhte hai me ayeda kash mujhko me kash samjhte hai me ayeda kash kyuki unki tarha ladkhadata hun main meri rag rag me nasha mohabbat ka hai meri rag rag main me nasha mohabbat ka hai meri rag rag me nasha mohabbat ka hai jo samjh me na aaye to main kya karu sirf ek baar nazro se nazre mile sirf ek baar nazro se nazre mile aur kasam tuti jaye to main kya karu aur kasam tuti jaye to main kya karu haal sunkar mera sehme sehme hai wo haal sunkar mera sehme sehme hai wo koi aaya julfe bikhere huye maut or zindagi dono heran hai maut or zindagi dono heran hai dm nikl ne na paaye to main kya karu dm nikal ne na paye to main kya karu sirf ek bar nazro se nazre mile aur kasam tuti jaya to main kya karu aur kasam tuti jaye to main kya karu aisi lat kaisi chahat kaha ki khata aisi lat kaisi chahat kaha ki khata be khudi main hai anbar khudi ka nasha zindagi ek nashe ke shiwa kuch nhi zindagi ek nashe ke shiwa kuch nhi zindagi ek nashe ke shiwa kuch nhi tumko pina na aaye to main kya karu tumko pina na aaye to main kya karu sirf ek bar nazro se nazre mile aur kasam tuti jaya to main kya karu aur kasam tuti jaye to main kya karu sabko maalum hai main sharabi nahi phir bhi koi pilaye to main kya karu sabko maalum hai main sharabi nahi phir bhi koi pilaye to main kya karu phir bhi koi pilaye to main kya karu