SONG: Sabko Chutti Mili Mujhko Mili Kyu Nahi - सबको छुट्टी मिली मुझको मिली क्यूँ नहीं

Sabko Chutti Mili Mujhko Mili Kyu Nahi - सबको छुट्टी मिली मुझको मिली क्यूँ नहीं

LYRICS:
sabko chutti mili mujhko mili kyu nahi sabko chutti mili mujhko mili kyu nahi tanhai ka matlab tu samjhti kyu nahi tanhai ka matlab tu samjhti kyu nahi sabko chutti mili mujhko mili kyu nahi sabko chutti mili mujhko mili kyu nahi tanhayi ha tanhayi aekant ko kahte hai do premi dil hardum jiski khoj me rahte hai tanhai ha tanhai aekant ko kahte hai do premi dil hardum jiski khoj me rahte hai tu akeli pahle mujhe mili kyu nahi sabko chutti mili mujhko mili kyu nahi sabko chutti mili mujhko mili kyu nahi sakhiyo ke sang mujhko to jana tha mele me lekin mujhko kahni thi kuch bat akele me sakhiyo ke sang mujhko to jana tha mele me lekin mujhko kahni thi kuch bat akele me samne sabke tune bat kahi kyu nahi tanhai ka matlab tu samjhti kyu nahi sabko chutti mili mujhko mili kyu nahi lekar aa barat sajan phir sab kuch kah lena bat koi aisi waisi shadi ke pahle na ye bata ab talak ye shadi hui kyu nahi ye bata ab talak ye shadi hui kyu nahi mai samjh gayi ab chutti milegi yu nahi mai samjh gayi ab chutti milegi yu nahi