SONG: Sabko Bhagwan Dekh Raha Tu - सबको भगवन देख रहा तू

Sabko Bhagwan Dekh Raha Tu - सबको भगवन देख रहा तू

LYRICS:
sabko bhagwan dekh raha tu sabko bhagwan dekh raha tu sabka palan hara tu jiska jag me koi nahi hai uska ek sahara tu sabko bhagwan dekh raha tu sabka palan hara tu jiska jag me koi nahi hai uska ek sahara tu sabko bhagwan dekh raha tu one two three four sahara mil gaya haseen baho ka ishara ho gaya teri nigaho ka bahar bhi jawan hai mai teri tu kamal hai ye tere liye hai zindagi zindagi me tab hi sukh hai zindagi me tab hi sukh hai jab hum tera dhyan dhare dur ho jiwan se andhiyara jag me sukh ke deep jale sabko bhagwan dekh raha tu jalenge shamma ki low se parwane mileng pyar me aaja diwane bada maza hai pyar me kisi ke intazar me ye nam hai isi ka zindagi zindagi hai isi me prani zindagi hai isi me prani bhagawan ke gun gale tu do din ka hai jiwan sara isko safal bana le tu bana lo humsafar koi raho me basa lo pyar meri nigaho me nazar mile jaha jale jaha se dur hum chale dushman hai duniya pyar ki sabko bhagwan dekh raha tu sabko bhagwan dekh raha tu sabka palan hara tu jiska jag me koi nahi hai uska ek sahara tu sabko bhagwan dekh raha tu