SONG: Sab Me Shamil Ho Magar Sabse Juda Rehti Ho - सब में शामिल हो मगर सबसे जुदा रहती हो

Sab Me Shamil Ho Magar Sabse Juda Rehti Ho - सब में शामिल हो मगर सबसे जुदा रहती हो

LYRICS:
sab me shamil ho magar sabse juda rehti ho sab me shamil ho magar sabse juda rehti ho sirf hamse nahi khud se bhi kafa lagti ho sab me shamil ho magar aankh uthati hai naa jhukati hai kisi ki khatir aankh uthati hai naa jhukati hai kisi ki khatir sans chadhati hai naa rukati hai kisi ki khatir jo kisi dar pe naa thehare woh hawa lagti ho sirf hamse nahi khud se bhi kafa lagti ho sab me shamil ho magar julf lehraye toh aanchal me chhupa leti ho julf lehraye toh aanchal me chhupa leti ho honth tharraye toh danto me daba leti ho jo kabhi khul ke naa barse woh ghata lagti ho sirf hamse nahi khud se bhi kafa lagti ho sab me shamil ho magar jagi jagi najar aati ho naa soyi soyi jagi jagi najar aati ho naa soyi soyi tum jo ho apne khayalat me khoyi khoyi kisi mayus musavvir ki duwa lagti ho sirf hamse nahi khud se bhi kafa lagti ho sab me shamil ho magar