SONG: Sab Kuchh Karna Is Duniya Me Pyaar Na Karna Bhool Ke - सब कुछ करना इस दुनिया में प्यार ना करना भूल के

Sab Kuchh Karna Is Duniya Me Pyaar Na Karna Bhool Ke - सब कुछ करना इस दुनिया में प्यार ना करना भूल के

LYRICS:
sab kuch karna is duniya me pyar na karna bhul ke kabhi kisi se apni ankhen char na karna bhul ke ji pyar na karna bhul ke sab kuch kehna ye mat kehna pyar na karna bhul ke nazre mila ke ulfat se inkar na karna bhul ke ji pyar na karna bhul ke pyar kiya tha parwane ne shama ne usko jala diya jalne ka hi nam hai milna pyar ne unko mila diya milne ki is reet ko tum aktyar na karna bhul ke kabhi kisi se apni ankhen char na karna bhul ke ji pyar na karna bhul ke pyar karoge pachataoge ye duniya badnam karegi badanam karegi lakh kare badanam mohabbat apna uncha nam karegi apna uncha nam karegi aise unche nam ka tum byopar na karna bhul ke kabhi kisi se apni ankhen char na karna bhul ke ji pyar na karna bhul ke pyar karenge nahin darenge bina pyar ke duniya kya hai duniya kya hai bina pyar ki duniya sachchi pyar ki duniya me dhokha hai pyar me dhokhe ki baten sarakar na karna bhul se kabhi kisi se sab kuch kehna ye mat kehna pyar na karna bhul ke nazre mila ke ulfat se inkar na karna bhul ke inkar na karna bhul ke sab kuch kehna ye mat kehna pyar na karna bhul ke nazre mila ke ulfat se inkar na karna bhul ke inkar na karna bhul ke