SONG: Saaz E Dil Chhed De Kyaa Hasin Raat Hai - साज-ए-दिल छेड़ दे क्या हसीं रात है

Saaz E Dil Chhed De Kyaa Hasin Raat Hai - साज-ए-दिल छेड़ दे क्या हसीं रात है

LYRICS:
saaj-e-dil chhed de saaj-e-dil chhed de kya haseen raat hai kya haseen raat hai kuch nahi chahiye kuch nahi chahiye tu agar saath hai tu agar saath hai saaj-e-dil chhed de mujhe chand kyun takta hai mujhe chand kyun takta hai mera kaun ye lagta hai mujhe shaq yahi hota hai mujhe shaq yahi hota hai mere chand se jalta hai hame iski kya parvah hai hame iski kya parvah hai saaj-e-dil chhed de saaj-e-dil chhed de kya haseen raat hai kya hasi raat hai kuch nahi chahiye kuch nahi chahiye tu agar saath hai tu agar saath hai saaj-e-dil chhed de tere dar pe sar jhuk jaaye tere dar pe sar jhuk jaaye yahi zindagi ruk jaaye kali dil ki ye khil jaaye kali dil ki ye khil jaaye khushi pyaar ki mil jaaye kabhi phir ghami na aaye kabhi phir ghami na aaye saaj-e-dil chhed de saaj-e-dil chhed de kya hasi raat hai kya hasi raat hai kuch nahi chahiye kuch nahi chahiye tu agar saath hai tu agar saath hai saaj-e-dil chhed de