SONG: Saayonaaraa Waadaa Nibhaaungi - सायोनारा वादा निभाऊँगी

Saayonaaraa Waadaa Nibhaaungi - सायोनारा वादा निभाऊँगी

LYRICS:
saayonara saayonara waada nibhaaungi saayonara ithlati aur balkhati kal phir aaungi saayonara saayonara saayonara waada nibhaaungi saayonara ithlati aur balkhati kal phir aaungi saayonara saayonara saayonara chhod de meri baaho ko rok naa meri raaho ko chhod de meri baaho ko rok naa meri raaho ko itni bhi betabi kya samjha apni nigaaho ko saayonara saayonara waada nibhaaungi saayonara ithlati aur balkhati kal phir aaungi saayonara saayonara saayonara chachal shokh bahaaro me ras barsaate nazaaro me chachal shokh bahaaro me ras barsaate nazaaro me tujhko bhul naa paaungi hoga milan gulzaaro me saayonara saayonara waada nibhaaungi saayonara ithlati aur balkhati kal phir aaungi saayonara saayonara saayonara hogi roz mulakate apne din apni raate hogi roz mulakate apne din apni raate kaun hame phir rokega ji bhar kar karna baate saayonara saayonara waada nibhaaungi saayonara ithlati aur balkhati kal phir aaungi saayonara saayonara saayonara