SONG: Saawan Jhoola Jhool Ke Nikla - सावन झुला झूल के निकला

Saawan Jhoola Jhool Ke Nikla - सावन झुला झूल के निकला

LYRICS:
sawan jhula jhul ke nikala bhado ki aai bahar sawan jhula jhul ke nikala bhado ki aai bahar nanhi nanhi bundan ki bochhar kali kali ko karti pyar kahti fal phulan ki dar aaha bharat piyara aaha bharat piyara hai wo jag se niyara bhart mata ki dekhan shobha devi ne bheja kuwar bhart mata ki dekhan shobha devi ne bheja kuwar devi hi puja me karta tha fal phulo se satkar aake kahane laga ye kuwar aaha bharat piyara aaha bharat piyara hai wo jag se niyara aaha bharat piyara aaha bharat piyara hai wo jag se niyara aayi diwali chamakan lage ghar r diwar aayi diwali chamakan lage ghar r diwar pag pag upar shobha nichhavar jagmag utha sansar pag pag upar shobha nichhavar jagmag utha sansar hanst hanst chalt firat umang me nar naar hanst hanst chalt firat umang me nar naar kisi ke gale fulan ke har kisi ke pandal ki jhankar yahi jhankar ki thi pukar aaha bharat piyara hai wo jag se niyara aaha bharat piyara aaha bharat piyara mera bharat piyara