SONG: Saathi Re, Qadam Qadam Se Dil Se Dil Mila Rahe Hai Ham - क़दम क़दम से दिल से दिल मिला रहे हैं हम

Saathi Re, Qadam Qadam Se Dil Se Dil Mila Rahe Hai Ham - क़दम क़दम से दिल से दिल मिला रहे हैं हम

LYRICS:
sathi re sathi re sathi re kadam kadam se dil se dil mila rahe hai ham vatan me ek naya chaman khila rahe hai ham kadam kadam se dil se dil kadam kadam se dil se dil mila rahe hai ham vatan me ek naya chaman khila rahe hai ham kadam kadam se dil se dil sathi re bhai re ham aaj niv rakh rahe hai us nijam ki us nijam ki bike na zindagi jahan kisi gulam ki kisi gulam ki lute na mehnate pise huye avam ki na bhar sake tijoriyan koi haram ki sathi re bhai re har ek unch nich ko mita rahe hai ham kadam kadam se dil se dil mila rahe hai ham vatan me ek naya chaman khila rahe hai ham kadam kadam se dil se dil sathi re bhai re hamare baajuo me aandhiyo ka zor hai aandhiyo ka zor hai hamari dhadkano me baadlo ka shor hai hamare hath me vatan ki bagador hai na bach ke ja sakege jinke dil me chor hai sathi re bhai re suno ki apna faisala suna rahe hai ham kadam kadam se dil se dil mila rahe hai ham vatan me ek naya chaman khila rahe hai ham kadam kadam se dil se dil sathi re bhai re utha liya hai ab shama jawan ka nishaan shama jawan ka nishaan alag thalag na hogi ab humaari khetiyaan ye humaari khetiyaan chalengi sabke waste milo ki charkhiya jami se asma talak uthengi chimniya sathi re bhai re kaha tha jo ab vo karke dikhla rahe hai hum kadam kadam se dil se dil mila rahe hai ham vatan me ek naya chaman khila rahe hai ham kadam kadam se dil se dil sathi re bhai re uthe vo naujawan jinko pyar chahiye jinko pyar chahiye badhe vo dulhane jinhe singar chahiye jinhe singar chahiye chale wo gulsita jinhe nikhar chahiye unhe wo mastiya jinhe dildar chahiye sathi re bhai re ki zindagi ko uska haq dila rahe hai hum kadam kadam se dil se dil mila rahe hai ham vatan me ek naya chaman khila rahe hai ham kadam kadam se dil se dil sathi re bhai re ye raasta sunhari manjilo ko jayega manjilo ko jayega ye raasta khushi ki bastiya basayega bastiya basayega bichhad gayi thi jo unhe karib layega ye raasta vo hai jo dil se dil milayega sathi re bhai re ki ab tamam fasale mita rahe hai kadam kadam se dil se dil mila rahe hai ham vatan me ek naya chaman khila rahe hai ham kadam kadam se dil se dil mila rahe hai ham vatan me ek naya chaman khila rahe hai ham kadam kadam se dil se dil