SONG: Saath Tumhara Choot Gaya - साथ तुम्हारा छुट गया दिल टूट गया जियुं किसके सहारे

Saath Tumhara Choot Gaya - साथ तुम्हारा छुट गया दिल टूट गया जियुं किसके सहारे

LYRICS:
saath tumhara chhut gaya dil toot gaya jiyu kiske sahare ek ek karke toot gaye mere aasha ke taare saath tumhara chhut gaya dil toot gaya jiyu kiske sahare tumne kaha tha saath jiyenge saath marenge manzil par tum bicchad gaye manzil par tum bicchad gaye baazi pyar ki haare saath tumhara chhut gaya dil toot gaya jiyu kiske sahare yaad kabhi aa jaate hai tadpaate hai pyar ke jo do din guzare pyar ke jo do din guzare saath tumhare saath tumhara chhut gaya dil toot gaya jiyu kiske sahare jiski bahaare aise jaye mud ke naa aaye vo be aash zamaane mein vo be aash zamaane mein din kaise guzaare saath tumhara chhut gaya dil toot gaya jiyu kiske sahare