SONG: Saath Ho Tum Aur Raat Javaan, Nind Kise Ab Chain Kahaan - साथ हो तुम और रात जवाँ, नींद किसे अब चैन कहाँ

Saath Ho Tum Aur Raat Javaan, Nind Kise Ab Chain Kahaan - साथ हो तुम और रात जवाँ, नींद किसे अब चैन कहाँ

LYRICS:
saath ho tum aur raat javaa saath ho tum aur raat javaa nind kise ab chain kahaan kuchh to samajh ai bhole sanam kahti hai kyaa nazaro ki zubaan saath ho tum aur raat javaa mahakti havaa chhalakti ghataa hamse ye dil sambhaltaa nahi ki minnate manaakar thake kare kyaa ye ab to bahalataa nahi dekh ke tumko mahakane lagaa lo machalne lagaa hasarato kaa jahaa saath ho tum aur raat javaa nind kise ab chain kahaan saath ho tum aur raat javaa ham is raah pe mile is tarah ke ab umr bhar na honge judaa mere saaz-e-dil ki aavaaz tum mai kuchh bhi nahi tumhaare binaa aao chale ham jahaan pyaar se vo gale mil rahe hai zami aasmaa saath ho tum aur raat javaa saath ho tum aur raat javaa nind kise ab chain kahaan kuchh to samajh ai bhole sanam kahti hai kyaa nazaro ki zubaan saath ho tum aur raat javaa