SONG: Saath Do Dil Ka Hua Tha - साथ दो दिल का हुआ था, उसे आखिर तोड़ा

Saath Do Dil Ka Hua Tha - साथ दो दिल का हुआ था, उसे आखिर तोड़ा

LYRICS:
sath do dil ka hua tha, use aakhir toda pyar ka deep zamane ne bujhakar chhoda dushman hai ye duniya do dil ki dushman hai ye duniya do dil ki rone bhi na de hansne bhi na de rone bhi na de hansne bhi na de ab dil ko jalaye dil ki lagi rone bhi na de hansne bhi na de rone bhi na de hansne bhi na de dushman hai ye duniya fariyad labo tak aa na saki aankho se bhi aansu bah na sake fariyad labo tak aa na saki aankho se bhi aansu bah na sake dukh dard ke mare duniya me do din bhi khushi se rah na sake karti hai sitam taqdeer meri karti hai sitam taqdeer meri rone bhi na de hansne bhi na de rone bhi na de hansne bhi na de dushman hai ye duniya ummed ke sapne dikhlakar gham dil me basati hai duniya ummed ke sapne dikhlakar gham dil me basati hai duniya phulo me jo rahte hai unko kaanto pe sulati hai duniya hai iski purani reet yahi hai iski purani reet yahi rone bhi na de hansne bhi na de rone bhi na de hansne bhi na de dushman hai ye duniya