SONG: Saat Suro Ke Sangam Se Banta Hai Sangeet - सात सुरों के संगम से बनता है संगीत

Saat Suro Ke Sangam Se Banta Hai Sangeet - सात सुरों के संगम से बनता है संगीत

LYRICS:
saa dha re, saa dha re ni re pa ga re ga re sa ni re pa ga re ga re sa maga pa maga pa ni sa saat suro ke sangam se banta hai sangit saat suro ke sangam se banta hai sangit is sangit se bante hai, jiwan ke sare geet sa re ga ma, sa re ga ma pa dha ni sa saat suro ke sangam se banta hai sangit is sangit se bante hai, jiwan ke sare geet sa re ga ma pa dha ni sa ye saat suro ke nam, ye saat suro ke nam chham chham radha nache chham chham radha nache jab bansi chhede shyam in geeto ke bina adhuri kya pooja kya prit saat suro ke sangam se banta hai sangit saat suro ke sangam se banta hai sangit is sangit se bante hai, jiwan ke sare geet chand suraj mast hawaye, mausam din or raat chand suraj mast hawaye, mausam din or raat chalte hai sansar me sab sur or taal ke sath ek ritu aaye ek ritu jaye, jiwan jaye beet saat suro ke sangam se banta hai sangit saat suro ke sangam se banta hai sangit is sangit se bante hai, jiwan ke sare geet