SONG: Saat Samandar Par Hai Re Mera Sapno Ka Sansar - सात समंदर पार है रे मेरा सपनों का संसार

Saat Samandar Par Hai Re Mera Sapno Ka Sansar - सात समंदर पार है रे मेरा सपनों का संसार

LYRICS:
sat samandar par haye re mera sapno ka sansar sat samandar par haye re mera sapno ka sansar sapno ka sansar kahu ya sajan tera dwar kahu sat samandar par haye re mera sapno ka sansar mat pita ko chhod chali tumhre karan chhod diya gharbar tu jo mile to sab kuch pa lu bigdi huyi takdir bana lu kahti hai dil ki pukar darshan ko aati hai aankhe meri bekarar haye ram sat samandar par haye re mera sapno ka sansar lakh bhi aaye is path par tufan pake rahungi mai man ka bhagwan tan ko man ki dhup jalaye man ki agan ko kon bujhaye ruth chukhi hai piya bin bahar jivan hai dusvar haye ram sat samandar par haye re mera sapno ka sansar dil ko laga hai birha man ka rog mera unse janam janam sanjog yu to pade na ruh ki kali mai pi ke liye kanto pe chali mai nav meri majhdhar padi hai dur hai khevan har haye ram sat samandar par haye re mera sapno ka sansar sat samandar par haye re mera sapno ka sansar