SONG: Saaqiyaa Aaj Mujhe Nind Nahin Aayegi - साक़िया आज मुझे नींद नहीं आयेगी

Saaqiyaa Aaj Mujhe Nind Nahin Aayegi - साक़िया आज मुझे नींद नहीं आयेगी

LYRICS:
saaqiya, saaqiya saaqiya aaj mujhe nind nahi aayegi nind nahi aayegi saaqiya aaj mujhe nind nahi aayegi suna hai teri mahfil me rat jaga hai aankho-aankho me yun hi raat guzar jaayegi suna hai teri mahfil me rat jaga hai saaqiya aaj mujhe nind nahi aayegi suna hai teri mahfil me rat jaga hai aankho-aankho me yun hi raat guzar jaayegi suna hai teri mahfil me rat jaga hai suna hai teri mahfil me rat jaga hai saaqi hai aur shaam bhi, ulfat kaa jaam bhi taqadir hai usi ki, jo le inse kaam bhi rang-e-mahfil hai raat bhar ke liye rang-e-mahfil hai raat bhar ke liye sochna kya abhi sahar ke liye sochna kya abhi sahar ke liye rang-e-mahfil hai raat bhar ke liye sochna kya abhi sahar ke liye tera jalwa ho teri surat ho aur kya chaahiye nazar ke liye aur kya chaahiye nazar ke liye aaj surat teri beparda nazar aayegi suna hai teri mahfil me rat jaga hai saaqiya aaj mujhe nind nahi aayegi suna hai teri mahfil me rat jaga hai suna hai teri mahfil me rat jaga hai mohbbat me jo mit jata hai wo kuch kah nahi sakta ye wo kucha hai jisme dil salaamat rah nahi sakta kiski duniya yahaan tabaah nahi kiski duniya yahaan tabaah nahi kaun hai jiske lab pe aah nahi kaun hai jiske lab pe aah nahi kiski duniya yahaan tabaah nahi kaun hai jiske lab pe aah nahi husn par dil zarur aayegaa isse bachne ki koi raah nahi isse bachne ki koi raah nahi zindagi aaj nazar milte hi lut jaayegi suna hai teri mahfil me rat jaga hai saaqiya aaj mujhe nind nahi aayegi aankho-aankho me yun hi raat guzar jaayegi sunaa hai teri mahfil me rat jaga hai sunaa hai teri mahfil me rat jaga hai