SONG: Saaqi Sharaab Laa Ke Tabiyat Udaas Hai - साक़ी शराब ला के तबीयत उदास है

Saaqi Sharaab Laa Ke Tabiyat Udaas Hai - साक़ी शराब ला के तबीयत उदास है

LYRICS:
saaqi sharaab laa ke tabiyat udaas hai mutarib rabaab uthaa ke tabiyat udaas hai chubhati hai kal wo jaam-e-sitaaro ki roshani ai chaand dub jaa ke tabiyat udaas hai shaayad tere labo ki chatak se ho ji bahaal ai dost muskuraa ke tabiyat udaas hai hai husn kaa fusun bhi ilaaj-e-fusurdagi rukh se naqaab uthaa ke tabiyat udaas hai maine kabhi ye zid to nahi ki par aaj shab ai mahajabi na jaa ke tabiyat udaas hai