SONG: Saaqi Ki Har Nigah Pe - साकी की हर निगाह पे बलखा के पी गया

Saaqi Ki Har Nigah Pe - साकी की हर निगाह पे बलखा के पी गया

LYRICS:
saaqi ki har nigaah pe balkha ke pee gaya laharon se khelta hua lahra ke pee gaya saaqi ki har nigaah pe zaahid ye meri sokhi rinda na dekhna rinda na dekhna rahmat ko baato baato mein bahla ke pee gaya rahmat ko baato baato mein ae rahmat tmaam meri har khata maaf meri har khata maaf mein intihaan ae shok mein ghabra ke pee gaya mein intihaan ae shok mein sar masti ae gajal mujhe jab yaad aa gayi jab yaad aa gayi duniya ae aitbaar ko thukra ke pee gaya saaqi ki har nigaah pe balkha ke pee gaya saaqi ki har nigaah pe