SONG: Saanwariya Saanwariya Saanwariya... - सांवरिया सांवरिया सांवरिया

Saanwariya Saanwariya Saanwariya... - सांवरिया सांवरिया सांवरिया

LYRICS:
sanwariya sanwariya sanwariya sanwariya mere shehar ki galiyan bago mein khilti kaliyan karti udika teriya honto pe teri bate tham si jati hai sanse hai bas udika teriyan sanwariya sanwariya sanwariya meri gumsum aankhe harpal takti rasta tera phulo pe shabnam likhati hai nam tera meri gumsum ankhe harpal takti rasta tera sanwariya sanwariya sanwariya sanwariya mere shehar ki galiya bago mein khilti kaliya karti udika teriyan honto pe teri bate tham si jati hain sanse hai bas udika teriya sanwariya chahu na main to kuchh bhi sajna tere siva tera hi gun hai sine mein, tu hi hai dava chahu na main to kuchh bhi sajna tere siva tera hi gun hai sine mein, tu hi hai dava sanwariya sanwariya sanwariya sanwariya mere shehar ki galiyan bago mein khilti kaliyan karti udika teriya honto pe teri bate tham si jati hai sanse hai bas udika teriyan sanwariya