SONG: Saanson Ke Taar Par, Dhadkan Ki Tal Par - साँसों के तार पर, धडकन की ताल पर

Saanson Ke Taar Par, Dhadkan Ki Tal Par - साँसों के तार पर, धडकन की ताल पर

LYRICS:
saanso ke taar par, dhadkan ki taal par dil ki pukar ka, rang bhare pyar ka git gaya patharo ne, git gaya patharo ne saanso ke taar par, dhadkan ki taal par saanso ke taar par, dhadkan ki taal par dil ki pukar ka, rang bhare pyar ka git gaya, git gaya patharo ne pathrile hotho se nikla hai nagma albela dardila masti bhari jindagi ka chamake mohabbat ke pailu hazaro paigam hai bekhudi ka mausam ke saaz par mausam ke saaz par mastani gunj me dil ki pukar ka, rang bhare pyar ka git gaya, git gaya patharo ne ai dharti ai ambar yaado ke vaho ke gunja karenge tarane apni hi sino ki ye bekarari dekha karenge zamane phir dekhi bhin par phir dekhi bhin par jiwan ki taar par dil ki pukar ka, rang bhare pyar ka git gaya, git gaya patharo ne git gaya patharo ne