SONG: Saanso Men Dard Dard Men Saansen - साँसों में दर्द दर्द में साँसें

Saanso Men Dard Dard Men Saansen - साँसों में दर्द दर्द में साँसें

LYRICS:
chhod aa hai ham ko laake mohabbat ne ye kahaan chhod aa hai ham ko laake mohabbat ne ye kahaan apne lie bhi jaise paray hue hai ham ham me koi kisi me samay huye hai hum saanso me dard dard me saanse basi hui ham me koi kisi me samaae hue hai ham hokar bhi apne aap ko paae hue hai ham ham me koi kisi me samaae hue hai ham saanso me dard dard me saanse basi hui aayaa hai pesh ham se zamaanaa kuchh is tarhaa aayaa hai pesh ham se zamaanaa kuchh is tarhaa apne gale se khud ko lagay hue hai ham ham me koi kisi me samay huye hai hum saanso me dard dard me saanse basi hui ham me koi kisi me samay huye hai hum hokar bhi apne aap ko paae hue hai ham ham me koi kisi me samaae hue hai ham saanso me dard dard me saanse basi hui