SONG: Saam Daam Dand Bhed - साम दाम दंड भेद

Saam Daam Dand Bhed - साम दाम दंड भेद

LYRICS:
adhoori kahaniya mujhe bhi nahi pasand baba par kisi kahani ka anth hai bhi ke nahi ye kise pata saam daam dand bhed se aage ka hai ye khel ye kaisa kurukshetra maut ne liya kya vesh saam daam dand bhed se aage ka hai ye khel kya krishna kya arjun sab teesri aankh ki dhun baagh ko narsanhar ka kya darr usko hai shiv ka var baagh ko narsanhar ka kya darr usko hai shiv ka var nain naksh anga vastra mastak hi sarv astra nain naksh anga vastra mastak hi sarv astra baadha se rasta tarase yodha jeevan tabhi saksham vishwas mein na koi bhram vishwas khatam duniya khatam vishwas mein na koi bhram vishwas khatam duniya khatam