SONG: Saali Bhand - साली भांड

Saali Bhand - साली भांड

LYRICS:
kabhi apun ki bhi item thi hard from is dhadkan ki wo mere dil ki dhadkan thi mera tan, mera dhan, mera man mera kan kan kan kan kan kan cycle pe usko ghumaya tha usko bhi bada maza aya tha shopping pe jab bhi bulaya tha note maine ganwaya tha tum na poochho uska naam wo kameeni ho na jaaye badnaam god promise ho na jaaye badnaam main jiske tha chakkar mein wo nikli saali bhand main jiske tha chakkar mein wo nikli saali bhand yeah! ek lao jaake dilli se yahan aaya hai bhai mera dushman to hai wo par dil usse lagaya hai bhai uska khanjar, meri peeth hai yeh andar tak ghusaya hai wo boli mere ko chhayi hai laali ki laali mere ko banke charlie kal dega supaari bolo kya karta, main uspe marta nikal gayi wo saali, saali bhand saali bhand yeah! nikal gayi wo saali nikal gayi wo saali daayan chudail haan ki bani wo ghar waali nikal gayi wo saali nikal gayi wo saali daayan chudail haan ki bani wo ghar waali uske gate ke neeche maine gujaari raat kitni khaali uske khatir baandhe dhaage maine rakhi somwari baarishon mein bhutta laaya kutte ke jaisa feeling aaya haddi bhi mujhko na dikhaya total emotion sakpakaya neend mein aana uska kaam uthak patak aur dhoom dhadaam god promise dhoom dhadaam main jiske tha chakkar mein wo nikli saali bhand main jiske tha chakkar mein wo nikli saali bhand saali bhand saali bhand!