SONG: Saal Mubarak Aaya Ho Jiyo Mere Raaja - साल मुबारक आया हो जियों मेरे राजा

Saal Mubarak Aaya Ho Jiyo Mere Raaja - साल मुबारक आया हो जियों मेरे राजा

LYRICS:
saal mubarak aaya ho jiyo mere raja saal mubarak aaya ho jiyo mere raja tum me khushi ka saya ho jiyo mere raja jiyo mere raja jiyo mere raja jiyo mere raja saal mubarak aaya ho jiyo mere raja bhole mukh par wari mai jau raja wari mai jau raja wari mai jau heere moti tum pe lutau raja tum pe lutau raja tum pe lutau jiyo mere raja jiyo mere raja jiyo mere raja sal mubarak aaya ho jiyo mere raja phul hai tu phulo se pyara ji phulo se pyara ji phulo se pyara dil ki khushiya aankho ka tara ji aankho ka tara ji aankho ka tara tune ghar ko sajaya ho jiyo mere raja jiyo mere raja jiyo mere raja jiyo mere raja sal mubarak aaya ho jiyo mere raja ghar me khele chand salona dekho chand salona dekho chand salona chand bana hai sabka khilona ji sabka khilona ji sabka khilona lakho ke dil me samaya ho jiyo mere raja jiyo mere raja jiyo mere raja jiyo mere raja sal mubarak aaya ho jiyo mere raja sal mubarak aaya ho jiyo mere raja