SONG: Saal Ke Baarah Mahine - साल के बारह महीने

Saal Ke Baarah Mahine - साल के बारह महीने

LYRICS:
saal ke barah mahine barah mahino ka saal saal ke barah mahine barah mahino ka saal ye saal kaisa laga oye rabba meri badal gayi chal ye saal kaisa laga hoye rabba meri badal gayi chal oye ye saal kaisa laga hoye rabba meri badal gayi chal saal ke barah mahine barah mahino ka saal ye saal kaisa laga hoye rabba meri badal gayi chal ye saal kaisa laga hoye rabba meri badal gayi chal life ka karan koi bataye meri samjh me to kuch na aaye life ka karan koi bataye meri samjh me to kuch na aaye ek rang aaye ek rang jaye ek rang aaye ek rang jaye ang mere kabhi nile lage kabhi pile lage kabhi lal ye saal kaisa laga hoye rabba meri badal gayi chal oye oye ye saal kaisa laga hoye rabba meri badal gayi chal darti hu payal ki chham chham se ankhiya chhupaye mare sharam ke darti hu payal ki chham chham se ankhiya chhupaye mare sharam ke chalne lagi hu mai tham tham ke chalne lagi hu mai tham tham ke chalte hue kahi chhuke nigode na chum le mere gal ye saal kaisa laga hoye rabba meri badal gayi chal ye saal kaisa laga hoye rabba meri badal gayi chal kya ho raha hai ye sath tere ye chudiyo wale hath tere kya ho raha hai ye sath tere ye chudiyo wale hath tere pichhe pade hai din rat tere are pichhe pade hai din rat tere kya hoga jane kuch aur din jo tera raha ye hal ye saal kaisa laga hoye rabba meri badal gayi chal ye saal kaisa laga hoye rabba meri badal gayi chal saal ke barah mahine barah mahino ka saal ye saal kaisa laga oye rabba meri badal gayi chal ye saal kaisa laga hoye rabba teri badal gayi chal ye saal kaisa laga oye rabba meri badal gayi chal ye saal kaisa laga hoye rabba teri badal gayi chal