SONG: Saajan Mere Mai Saajan Ki - साजन मेरे मैं साजन की

Saajan Mere Mai Saajan Ki - साजन मेरे मैं साजन की

LYRICS:
saajan mere main saajan ki saajan mere main saajan ki main to ye bhi na janu kab aur kaise ye bhi na janu kab aur kaise ho gayi re man bhawan ki saajan mere main saajan ki saajan mere main saajan ki na to roop na gun hi aise jane unko bha gayi kaise meri jaagti aankhe lagta hain koi sapna dekhe jaise padi pee ki najar yu mujhpe padi pee ki najar yu dharti par yu najar pade sawan ki saajan mere main saajan ki saajan mere main saajan ki bin saaj singaar ke aaye man soche aur sharmaye mujhe pal me mil gaya wo sukh sabko barso jo tarsaye unki hoke rahungi ab to unki hoke rahungi janam janam tak, baat kya hain ek jiwan ki saajan mere main saajan ki saajan mere main saajan ki main to ye bhi na janu kab aur kaise ho gayi re man bhawan ki saajan mere main saajan ki saajan mere main saajan ki