SONG: Saahil Jo Dubo De Kashti Ko Saahil Ki Tamannaa Kaun Kare - साहिल जो डुबो दे कश्ती को साहिल की तमन्ना कौन करे

Saahil Jo Dubo De Kashti Ko Saahil Ki Tamannaa Kaun Kare - साहिल जो डुबो दे कश्ती को साहिल की तमन्ना कौन करे

LYRICS:
saahil jo dubo de kashti ko saahil jo dubo de kashti ko saahil ki tamanna kaun kare saahil jo dubo de kashti ko aaraam na ho jis manzil par manzil ki tamanna kaun kare saahil jo dubo de kashti ko jab dukh hi dukh ho duniya me roto pe hans de mahafil me duniya se mohabbat kisko ho mahafil ki tamanna kaun kare saahil jo dubo de kashti ko jab jaal bichha ho gulshan me aur kaante uljhe daaman me us baag ki khwaahish kaun kare us gul ki tamanna kaun kare saahil jo dubo de kashti ko ummid miti dil toot gaya wo samma bujhi wo dil na raha tute huye dil se hansti hui mahafil ki tamanna kaun kare saahil jo dubo de kashti ko saahil ki tamanna kaun kare saahil jo dubo de kashti ko