SONG: Saaf Karo Insaaf Karo - साफ़ करो इन्साफ करो

Saaf Karo Insaaf Karo - साफ़ करो इन्साफ करो

LYRICS:
saaf karo saaf karo insaf karo saaf karo insaf karo bhai bhul bhulaiya maf karo bhai bhul bhulaiya maf karo ek paheli badi naweli hai ek paheli badi naweli jo bujhe so bane kalandar jo bujhe so bane kalandar are na bujhe to bandar bandar bandar kayi baras to kabhi na aaye kayi baras to kabhi na aaye or aaye to fir kabhi na jaye haye or aaye to fir kabhi na jaye kato feko fir aa jaye bhooje koi ye batlaaye kayi baras to kabhi na aaye aaye to fir kabhi na jaye kato feko fir aa jaye kato feko fir aa jaye are aisa lagta hai jaise hum log gadho ke gaav me aa gye chacha ye to gali de rhe hai gadhe nhi ghurte to dekho ullu or bandaro ke gaav me aa gye hai are dadi to nahi daadi kaato feko fir aa jaye kayi baras to kabhi na aaye ha daadi kyu chacha aakhir tinka mila na daadi me ho yaad aaya ha radha nam ki ladki thi ek unche kad ki tumko uski bat sunau are kya kahti thi kya karti thi gagar me jab agni bharti sar pe rakh li rakh li aji o sar pe rakh li rakh li ho jamuna paw me pad ke boli tadpi machli machli tadpi machli machli jitni bar mujhe fukoge aag lagake utni bar uthegi tan se dhue ki badle badle aji o tan se dhue ki badle badle kon thi radha kon thi jamuna kon thi radha kon thi jamuna abki bar batao to jane mirza sahab ka loha mane kyu kalandar banoge bandar chuulu bhar ka bhi na ho to laau samundar kyu kalandar banoge bandar gagar me jab agni bharke sar pe rakh li sar pe rakh li jamuna paw me pad ke boli tadpi machli tadpi machli jitni bar mujhe fukoge aag lagake jitni bar mujhe fukoge aag lagake utni baar uthegi tan se utni baar uthegi tan se dhue ki badli badli badli hukka ab iska jawab to do kaan pakad kar naak pe dono ghutne teke uth kr do aankho me aankhe dal ke dekhe kaan pakad kar naak pe dono ghutne teke uth kr do aankho me aankhe dal ke dekhe kyu kalandar banoge bandar chalega chuulu ya laau samundar kyu kalandar banoge bandar sari jawani koi na aaya aankh milane aaj bhudhape me koi kaise pehchane kaan pakad kar naak pe jab wo ghutne teke kaan pakad kar naak pe jab wo ghutne teke tab aankho pe chadke chasma aankh ko dekhe acha tum sab abke meri baat batao or na samjho to sare gobar khao ek dafa ek dost ke ghar pe socha tha wo ghr pe hoga ek dafa ek dost ke ghar pe socha tha wo ghr pe hoga jaakar dekha dost nahi hai dost nahi hai dost nhi hai us dost ki sundar patni ko jis haal me paya tauba tauba dekha or paseena aaya maa ko bhi ek baar yunhi dekha tha lekin bahan ko dekh ke mushkil se dil ko samjhaya aisi kitni sundar sundar naariya dekhi bhaiya aisi kitni sundar sundar naariya dekhi bhaiya lekin apni patni ko us haal me dekh na paaya apni patni ko us haal me dekh na paaya ab kho kalandar haal batao ab kho kalandar haal batao warna langdi chaal dikhao chacha mai to inhe banadriya nhi kahunga kyu kyu banadriya naraj ho jayegi chi chi chi chi janta hun jo soch rahe ho chi chi chi chi janta hun jo soch rahe ho naari ka wo roop jo sab tum khoj rahe ho chi chi janta hun jo soch rahe ho naari ka wo roop jo sab tum khoj rahe ho ab suno jawab ma ko dekha bahan ko dekha dekhi bhabhi achhi ma ko dekha bahan ko dekha dekhi bhabhi achhi lekin apni patni ko kisne dekha hai vidhwa vidhwa sachi sachi sachi saaf kiya saaf kiya insaaf kiya insaaf kiya bhai bhulne walo ko maaf kiya bhai bhulne walo ko maaf kiya