SONG: Ruthe Rab Ko Manana Aasan Hai - रूठे रब को मानना आसान है

Ruthe Rab Ko Manana Aasan Hai - रूठे रब को मानना आसान है

LYRICS:
mai logo ke pyar ke kisse sunkar hansta rahta tha tum sang ankh ladi to mai jana saayar sach kahta tha ke ruthe rab ko manana aasan hai ruthe yaar ko manana mushkil hai o ruthe rab ko manana aasan hai ke ruthe rab ko manana aasan hai ruthe yaar ko manana mushkil hai ruthe yaar ko manana mushkil sune ghar ko basana aasan hai aasan hai aasan hai sune dil ko sajana mushkil hai sune dil ko sajana mushkil hai ke ruthe rab ko manana aasan hai ruthe yaar ko manana mushkil hai ruthe yaar ko manana mushkil ho saka tod de koi jod le koi khilona jodd le koi khilona is mitti me yaro paida ho sakta hai sona is mitti me yaro paida ho sakta hai sona ujhade bhag lagana aasan hai ujhade bhag lagana aasan hai tute phul khilna mushkil hai tute phul khilna mushkil hai o ruthe rab ko manana aasan hai ruthe yaar ko manana mushkil hai ruthe yaar ko manana mushkil hai maaf karo ye gussa chhodo mai hara tum jiti mai hara tum jiti tum bin ek din aise bita jaise umariya biti sab kcuh bhul jana aasan hai sab kcuh bhul jana aasan hai teri yaad ko bhulana mushkil hai teri yaad ko bhulana mushkil hai o ruthe rab ko manana aasan hai ruthe yaar ko manana mushkil hai ruthe yaar ko manana mushkil hai ruthe yaar ko manana mushkil hai