SONG: Ruthe Ho Sanam To Phir Kya Hai - रूठे हो सनम तो फिर क्या है

Ruthe Ho Sanam To Phir Kya Hai - रूठे हो सनम तो फिर क्या है

LYRICS:
ae bas ruth gaye ruthe ho sanam to phir kya hai ruthe ho sanam to phir kya hai humko bhi manana aata hai humko bhi manana aata hai ruthe ho sanam to phir kya hai barkha ke saloni baho ko jab dalenge hum tere gale ek pal me aji mit jayenge sab pyar ke sare shikve gile sab pyar ke sare shikve gile ruthe ho sanam to phir kya hai humko bhi manana aata hai shano pe tere jab lat meri maslegi aur lahrayegi gusse ki jagha phir chehre pe halki si hansi aa jayegi halki si hansi aa jayegi ruthe ho sanam to phir kya hai humko bhi manana aata hai aakhir me manane ki tumko aati hai hume ye khas saza sharmake zara ha kah de more raja ji humse ho kahe khafa more saiya ji humse ho kahe khafa ruthe ho sanam to phir kya hai ruthe ho sanam to phir kya hai humko bhi manana aata hai humko bhi manana aata hai ruthe ho sanam to phir kya hai ruthe ho sanam to phir kya hai