SONG: Ruth Ke Tum To Chal Diye - रूठ के तुम तो चल दिए

Ruth Ke Tum To Chal Diye - रूठ के तुम तो चल दिए

LYRICS:
ruth ke tum to chal diye ab main duwa to kya karu ruth ke tum to chal diye ab main duwa to kya karu jisne hume juda kiya aise khuda ko kya karu ruth ke tum to chal diye jeene ki aarzu nahi haal na puchh charagar jeene ki aarzu nahi haal na puchh charagar dard hi ban gaya dava ab main dava to kya karu ruth ke tum to chal diye sunke meri sada-e-gham ro diya aasman bhi ro diya aasman bhi sunke meri sada-e-gham ro diya aasman bhi ro diya aasman bhi tum tak na jo pahunch sake aisi sada ko kya karu ruth ke tum to chal diye ab main duwa to kya karu ruth ke tum to chal diye