SONG: Ruth Gaye Mose Manmohan - रूठ गये मोसे मनमोहन अब सावन को क्या करूँ

Ruth Gaye Mose Manmohan - रूठ गये मोसे मनमोहन अब सावन को क्या करूँ

LYRICS:
ruth gaye mose manmohan ab sawan ko kya karu ruth gaye mose manmohan ab sawan ko kya karu chhod chale mohe madhusudan ab madhuwan ko kya karu chhod chale mohe madhusudan ab madhuwan ko kya karu mor papiha koyal bairan mor papiha koyal bairan jali ko aur jalaye re jali ko aur jalye re birahan aansu ki jamuna me birahan aansu ki jamuna me pal pal dubi jaye re pal pal dubi jaye re rakh hui jal jal kar un bin ab chandan ko kya karu rakh hui jal jal kar un bin ab chandan ko kya karu gagan pe chanda jug jug jhanke gagan pe chanda jug jug jhanke shital aangan gaye re shital aangan gaye re kunj gali me gokul birhan kunj gali me gokul birhan ang ang murjhaye re ang ang murjhaye re main to hun sajan ki jogan ghar aangan ko kya karu main to hun sajan ki jogan ghar aangan ko kya karu ruth gaye mose manmohan ab sawan ko kya karu