SONG: Ruth Gaye Manmohan Mere - रूठ गये मनमोहन मेरे

Ruth Gaye Manmohan Mere - रूठ गये मनमोहन मेरे

LYRICS:
kyo ruth gaye manmohan hamse kyo ruth gaye manmohan hamse kyo darsh dikhana chhod diya kyo ruth gaye manmohan hamse aakar ke jamuna ke tat pe aakar ke jamuna ke tat pe kyo murali bajana chhod diya kyo ruth gaye manmohan hamse kyo darsh dikhana chhod diya kyo ruth gaye manmohan hamse na kuch hamne kiya kasur na kuch hamne kiya kasur fir kyo kar diya dil se door fir kyo kar diya dil se door ro ro naina khoye noor ro ro naina khoye noor aao aao kyo aana jana chhod diya kyo ruth gaye manmohan hamse kyo darsh dikhana chhod diya kyo ruth gaye manmohan hamse ek baar to fir se aa jaao ek baar to fir se aa jaao aasha ki lahar lahara jaao aasha ki lahar lahara jaao in gauo ko bhi mohan kyo in gauo ko bhi mohan kyo aakar charana chhod diya kyo ruth gaye manmohan hamse kyo darsh dikhana chhod diya kyo ruth gaye manmohan hamse