SONG: Rut Basant Ki Aayi - रुत बसंत की आई पिया नहीं लागे जिया

Rut Basant Ki Aayi - रुत बसंत की आई पिया नहीं लागे जिया

LYRICS:
rut basant ki aayi piya nahi laage jiya ghar aaja balam rut basant ki aayi piya nahi laage jiya ghar aaja balam koyal ban me bole jiya mera dole piya ghar aaja balam koyal ban me bole jiya mera dole piya ghar aaja balam ghaat paar mere sajan ka thana ghaat paar mere sajan ka thana jab se gaye nahi aaye jab se gaye nahi aaye tere bina mere bhukhe naina tere bina mere bhukhe naina nishdin hi tadpaye mere raja balamwa nishdin hi tadpaye mere raja balamwa milna hai to aa mil pyare main teri main teri milna hai to aa mil pyare main teri main teri char dino ka joban hai ye char dino ka joban hai ye phir maati ki dheri re mere raja balamwa phir maati ki dheri re mere raja balamwa gori tero nirmal joban jo ganga ka pani gori tero nirmal joban jo ganga ka pani soato ko sone na dewe teri mast jawani soato ko sone na dewe teri mast jawani jaane wale o jaane wale puche jana meri ram kehani jane de jane wale ko duniya hai ye khali mere raja balamwa jane de jane wale ko duniya hai ye khali mere raja balamwa