SONG: Rup Ki Dhup To Dhal Ke Rahegi - रूप की धुप तो ढल के रहेगी

Rup Ki Dhup To Dhal Ke Rahegi - रूप की धुप तो ढल के रहेगी

LYRICS:
rup ki dhup to dhal ke rahegi rup ki dhup to dhal ke rahegi shayad nahi hain tujhko pata din do din ka hai, josh javani me dariya ye chadh ke utar jayega rup to dhup ko dhal ke raheg shayad nahi hain tujhko pata din do din ka hai, josh javani me dariya ye chadh ke utar jayega rup to dhup ko dhal ke raheg wah wah chaba bachche nigaho se gajab ke, barshaten hain shole magruur hain har ada udi jo lat kaali, to gusse ki laali hui aur kuchh bhi siva ye tufaan had se, gujar jayega gujar jayega din do din ka hai, josh javani me dariya ye chadh ke utar jayega rup to dhup ko dhal ke raheg mile na mile ye pal lo kahta hain anchal, sine se dhalka huaa baharo ko saja le, kisi ko bana le tu hamsafar pyaar ka tera bhi mukaddar sanwar jayega din do din ka hai, josh javani me dariya ye chadh ke utar jayega rup to dhup ko dhal ke raheg shayad nahi hain tujhko pata din do din ka hai, josh javani me dariya ye chadh ke utar jayega rup to dhup ko dhal ke raheg