SONG: Rulaa Kar Chal Diye Ik Din Hansi Ban Kar Jo Aaye The - रुला कर चल दिये इक दिन, हँसी बन कर जो आये थे

Rulaa Kar Chal Diye Ik Din Hansi Ban Kar Jo Aaye The - रुला कर चल दिये इक दिन, हँसी बन कर जो आये थे

LYRICS:
rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo aaye the rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo aaye the chaman ro-ro ke kahta hai chaman ro-ro ke kahta hai, kabhi gul muskuraye the rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo aaye the agar dil ke zuba hoti to ye gam kuch kam to ho jata ye gam kuch kam to ho jata agar dil ke zuba hoti to ye gam kuch kam to ho jata ye gam kuch kam to ho jata udhar vo chup, idhar sine me hum tufan chhupaye the chaman ro-ro ke kahta hai chaman ro-ro ke kahta hai, kabhi gul muskuraye the rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo aaye the ye achchha tha na hum kahte kisi se dasta apni kisi se dasta apni ye achchha tha na hum kahte kisi se dasta apni kisi se dasta apni samjh paye na jab apne, paraye to paraye the chaman ro-ro ke kahta hai chaman ro-ro ke kahta hai, kabhi gul muskuraye the rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo aaye the