SONG: Rukhsat Duniya Teri Mehfil Meri - रुख्सत दुनिया तेरी महफ़िल मेरी

Rukhsat Duniya Teri Mehfil Meri - रुख्सत दुनिया तेरी महफ़िल मेरी

LYRICS:
rukhsat duniya rukhsat duniya teri mehfil meri mehfil nahi isme teri kya khata isme teri kya khata mai hi tere kabil nahi rukhsat duniya rukhsat duniya teri mehfil meri mehfil nahi aaye jab duniya me ham to hans ke kismat ne kaha teri manjil aur hai duniya teri manjil nahi teri manjil aur hai duniya teri manjil nahi rukhsat duniya rukhsat duniya teri mehfil meri mehfil nahi ho chuka jab khun hi dil ka to fir kya fayda ho chuka jab khun hi dil ka to fir kya fayda kyu kisi ka naam lu koi mera gafil nahi mat mujhe aawaj do ab dub jane do mujhe mat mujhe aawaj do ab dub jane do mujhe mai hu toofan ke liye mere liye sahil nahi rukhsat duniya teri mehfil meri mehfil nahi rukhsat duniya teri mehfil meri mehfil nahi