SONG: Rukh Se Jara Naqaab Utha Do Mere Huzoor - रुख से ज़रा नक़ाब उठा दो मेरे हुज़ूर

Rukh Se Jara Naqaab Utha Do Mere Huzoor - रुख से ज़रा नक़ाब उठा दो मेरे हुज़ूर

LYRICS:
aaj dil ko tabaah karne do khubsurat gunaah karne do rukh se parda hatao jaan-e-haya aaj dil ko tabah karne do rukh se jara naqaab utha do mere huzoor rukh se jara naqaab utha do mere huzoor jalwa phir ek baar dikha do mere huzoor tum hamsafar mile ho mujhe is hayaat mein tum hamsafar mile ho mujhe is hayaat mein mil jaay jaise chaand koyi suni raat mein jaaoge tum kahaan yeh baata do mere huzoor rukh se jara naqaab utha do mere huzoor jalwa phir ek baar dikha do mere huzoor husn-o-jamaal aapka sheeshe mein dekhkar husn-o-jamaal aapka sheeshe mein dekhkar madhosh ho chuka hu main jalwo ki raah par gar ho sake toh hosh mein laa do mere huzoor rukh se jara naqaab utha do mere huzoor jalwa phir ek baar dikha do mere huzoor wo marmari se haath wo mehka hua badan wo marmari se haath wo mehka hua badan takraaya mere dil se muhabbat ka ik chaman mere bhi dil ka phool khila do mere huzoor rukh se jara naqaab utha do mere huzoor jalwa phir ek baar dikha do mere huzoor