SONG: Ruk Jao Are Jane Walo - रुक जाओ अरे जाने वालो

Ruk Jao Are Jane Walo - रुक जाओ अरे जाने वालो

LYRICS:
ruk jao are jane walo haye ruk jao are jane walo dil tod ke jana thik nahi ruk jao aare jane walo dil tod ke jana thik nahi faila kar pyar ki baahe hum rok rahe hai rahen laye jo khajana ha laye jo laye jo khajana ha laye jo laye jo khajana kushiyo ka yaro se chhupna thik nahi yaro se chhupna thik nahi yaro se chhupna thik nahi yaro se chhupna thik nahi yaro se chhupna thik nahi mana ki khajana o mana ki khajana khushiyo ka yaro se chhupna thik nahi mana ki khajana khushiyo ka yaro se chhupna thik nahi ye aap ne kya farmaya apna to dil ghabrayakuch aur hamare ha hamare kuch aur hamare ha hamare kuch aur hamare paas nahi dil hai so lutana thik nahi dil hai so lutana thik nahi dil hai so lutana thik nahi dil hai so lutana thik nahi dil hai so lutana thik nahi ruk jao are jane walo dil tod ke jana thik nahi feeke feeke tarane hatao kuch khanak chudiyo ki sunao sarsarate huye aanchalo mein khubsurat se chahere dikhao aa gayi ham lo dil ko bachao husn se bachke najare milao teer najaro ke kha na sakoge kachche ashiq ho jao ji jao dil hamara tumhare liye hai teer najro ke kaskar chalao ashiqko maan jao ashiqko maan jao khud ko aise na mitao are chodo bekar ki chodo bekar ki baato ko in baato mein aana thik nahi chodo bekar ki chodo bekar ki baato ko in baato mein aana thik nahi in baato mein aana thik nahi in baato mein aana thik nahi in baato mein aana thik nahi ruk jao are jane walo dil tod ke jana thik nahi dosti ki sada tum ho dard ae dil ki davaa tum ho kis tarah tumko jane de ki hamare khuda tum ho ho aadmi ko khuda kah rahe ho touba touba ye kya kah rahe ho aadmi ko khuda kah rahe ho touba touba ye kya kah rahe ho motiyo se bhara man tumhara ham na chodenge daman tumhara dosto imtihaan ki ghadi hai har kadam pe musibat khadi hai yun na baate banao yun na baate banao kuch khilao kuch pilao bewajah takkaluff farmakar samjhe bewajah takkaluff farmakar bhukhe mar jana thik nahi bewajah takkaluff farmakar bhukhe mar jana thik nahi bhukhe mar jana thik nahi bhukhe mar jana thik nahi bhukhe mar jana thik nahi ruk jao are jane walo dil tod ke jana thik nahi husn aaya hai husn aaya hai bandh kar payal aaj tum dekho rath ki hal chal aur is par bhi tum aur is par bhi tum gar na maano to rok lega ye aankh ka kajal rok lega ye aankh ka kajal tere kajal ke sadke teri payal ke sadke tere kajal ke sadke teri payal ke sadke naagini tere sadke tere aanchal ke sadke chhodo ye sadke vadke husn se rahna bachke husn to dhokha hai hawa ka jhouka hai husn to dhokha hai hawa ka jhouka hai yahan har shh hasin hai nahi kuch bhi nahi hai har najar meharbaan hai jhuthi dastaan hai keshvo ki ghata hai ghata se humko kya hai sabhi kuch to yaha hai magar manzil kaha hai maan jao jao jao maan jao jao jao meharbaan maan jao dil hamara na dukhao ham log tumhare apne hai ham log tumhare apne hain apno ko satana thik nahi ham log tumhare apne hain apno ko satana thik nahi is gaon se bistar gol karo ab der lagana thik nahi is gaon se bistar gol karo ab der lagana thik nahi ruk jao are jane walo dil tod ke jana thik nahi